#☕│general-chat
1 messages · Page 303 of 1
Address Dena mil ke aata hu 
Sitamarhi Naam suna hai
Insta per dekh lo 😂
Mai bhi wahi dekh ke aaya hu 😂 math ke teacher ha
Hmm
Vhi
Naam kafi acha
Hm
Sarkar to aazamgarh se ha
😵💫 bekar h bhaiya mai to tut gaya
Sitamarhi to yaha se bass 200km h 😂
🤣

Chala jaa yr chaya pakoda khaa ke aana 😂
Kaa hua ?
Mera ko bhi bhojpuri aata ha vaisa 😂
😂 na Holi h gaya to naali me lapet dega
Moje nhi aati
Ye bhi pakoda ke jagah naale ka swad mil jayega 😂
Mai normal hi baat krti ho 🥲
😂
Avi jaha hu baha se 180km h
Acha mai gaon ka language mummy bolti ha thoda bahut ma jata aata bhi rehta hu
Naali me to kall dhakelunga bacho ko pakad pakad ke 🫠
Ninja h2r se jaow 240kmh ke speed se
Acha
😂
Hm
Hee saam ko niklunga ghar ke liye
Nasta hugya apka
Acha

Hmm kr liya 3 gubara ke sath subah subah mother dairy gaya tha
Acha 😅
😵💫 kamar tutane bala h
Kesha laga 😹
Swad nahi mila but sakal pehchan liya hu jin jin ne mara ha gher se holi ke baad niklunga to sabko lapetunga 😂 naale ma
😂 waah waah 👏🏻
Hmm kamariya kare lapalup 😂
Hmm shekar ka bhi pehchan liya hu 😂
Lapalaup krne layak bachega tab na 😂 140km bike se
😵💫
Hm lungi dance krna tab 😂
😂
😵💫 sala kall Bus se aa jata dost ke chakar me abb lag gaye mere
Bike ke jagah aeroplane le lo
Hmm bache gubara bhi marenge
Ek to itna dur tranning ke liye bhej deta
Nahi nahi ham log night me ghumne bale h 🥲 raat ko aaunga
Ek bhaiya ha kaam ke liya bula rakha ha kahi jana ha ab soch raha hu script kya ready karu 😂@scenic sphinx @half socket
Mountain dew der aage jit ha 😂
😂 krlo
Unko bolo abb pakoda kha ke aana

But onko mana krunga to bura maan jayenge picha wala gali ma rehta ha 🙃 vo kahi mummy ko call kr diya to mummy ko apna bhi kaam yaad ajayega kahi gher agaya to
😂
Muhale ke bacho ko contract de do jaise hi ghar se nikle happy Holi kr dene
😗
Or fir to pakode khane ke Liye bulao
Bura na mano Holi hai 😂
Jaise hi niklega bapis ghus Jayega Ghar me 
Mein mohalle walo se jyda baat nahi krta kai sariya ladkiya bhi ha es liye 😂
Thoda der lagta ha ladkiyo se bus park wale dosto se ya complex wale dosto se bolta hu

Auntya badi khatarnak hoti ha 😂
Hmm but jante sab ha
Mere liye ek flat khoj do shift ho raha hu tumhare yaha
Kaisa naa maanu picha week t shirt liya tha gubara maar diya 😂
Are yr 😂
Rent ke liye khali h but 5th floor ha saans tang jayegi aapki
T shirt to bachi na 😂
Pura delhi ma der ka mahol ha 😂
Aana Delhi 🤣
Mai gubara marne wale ko katta leke dhund raha hu
Pichle saal Holi me buxar me tha baha mera roommates muhale balo ke sath mil ke soya tha mai utha ke bahar ke ke happy Holi kr diya
Mai to wahi hu 😂
Hamare area mein 😂
😂
Mai soch raha ye mere upar rainbow kisne designs kr diya
Saalo ne pake bale color se pura face lapet Diya 🥹
Acha
Yahi mera bhi ha kahi jyda heavy colour poot diya to gher wale pehchane se enkar kr denge 😂
Fir ek bache ko pakad ke 3rd degree bala torcher Kiya naali ke upar latka ke ek ek ka name pata Kiya fir sab ko happy Holi naale me 😗
🫠 gore rang pe kala rang laga diya tha
Hmm jo jo potega colour sabss hisab lunga
😂
But ma to sawala hu
Jyda gora nahi hu per hu 2-4log dekh leti ha
Maine kale ko black colour se rang diya 😂 bichare ka colour hatne ke baad v sab bolte the avi tak rang nahi gaya tera
@scenic sphinx kal to ladai hoga dekhna
😂
Kha pr
Mera side
Matter hoga matter hamare yaha 15 ko mana rahe sab
Raat ko 2;30 baje hua tha abhi 😂😂
😕
Hm mai bhi dekhne aaugyi
Sawdhan rahe satarg rahe
Naa mt aana ma pehchan. Nhi paunga
aree 🥲
Mujhe kya Holi kall h 🥲 15 ko koi rang lagane aaya to naali me dhakel ke naale ka dhakan laga dunga
😒
Hmm bura naa mano majak ha
Gobar 😗
Phir full muder smjh jaow
Kal bhoot banne ke liye ready hona 😂🤭
😗 15 ko to kahi nahi jaane bala
Dost kala colour nahi potte ha mujhe pta nahi chines color leke aata ha chutta hi nahi 4-5 din
Pure India ko party 🥳
Acha

@snow thicket mera gift do 🫠
@cold storm bade bhaiya kidhar ho kall aa raha hu naali me gotne 😗
Es baar otha ke fekunga sabko @scenic sphinx jo jo colour aisa vaisa leke aaya picha holi ma ek dost ko feka tha vo bura maan gya Oske gher wale bhi ab aata hi nahi mujhe rang lagane pta nahi kyu 😂
aise harkatein Karoge to kaun aaye ga 😂
😗 kele ka jo ped hota h uska rass me rang ghor ke laga do color to ekdam paka bala jamega ek week se pehle koi chance nahi hatega
Dost ka chalta ha ladkiya aajati ha bura lagta ha yr vo colour poot deta ha per ma 🙃
Aap mat ajana warna 🙃
😂
Mai touch nai krta hu sochta hu jane do kya kahu vo apne vari. Ma kudne nachne lagti ha 😂
Acha 😅
Maina aajtak 30₹ jyda ka colour nahi liya 😂
Haa sab Holi kam dance Jada chalta hai 🤔
😆😆
😂
Hmm aap bhi vaisa hi ho kahi rone lgo
Ladkiya ka vaisa hi chalta ha 😂 mummy se vol deti ha ki aunty bhej do holi khelne jaa raha ha gulal ke bahane 🙃
En sab me kya hi waste kru jab dost jindabad ha
Momos kaa naam suna ha 😂
Na Holi hai 😁 rang Laga ke gubbare fak ke bhag jayenge 😂 aur kichad dikha to chhodo 🤣
Hm
Are ladkiyo se nhi to bahan se bhi nahin lagvaoge 🥲
Kichad ya naala to koi nahi fek sakta etna sabko pta ha sabme etna der ha
Acha 😅
Behen to mohalle wale bhi ha 😂
Aap kahi or le jana rahe ho
Ek ko choor ke sab maa behan ha
Hm
Kon
Ek aap
😂
Aree
Majak kr raha hu dost ke behen
Acha fir thik hai
ek min wp cheek karke aata hu
Hm
Bye bye parso milte hai
Ok Mai bhi tabhi milunga
🎁 Yeh lo 😁😃
😭 real bala bhejo
Ok paytm karti hu le lena
Khila rahe ho kya momos party de rahe ho 👀
🫠 jaldi kro
Ek do cror bhej do 🫠
🫣😌.
😅 itna toh nhi he
Instagram par send kar dena
bada jldi aaya ap
..
naa naa ma khud garib hu
hm
Packing kar rahi thi
Ice cream 🥲🍦
Work karta ho kya aap
Ya gher ka khali kr raha ho oski packing
Ice cream me se cream hta de 😂 yr Phir koi cream khaa le
Hey
Nhi ghumne ja rahi hu 😁
🥹
🫠 insta delete kr diya hu

Kyu
acha
hy
Ha
Hm
abhi tk kaha thi
acha
Jaipur
Khatushyamji gayi thi
Bas ghar walo ke peso par moj mar rahi hu abhi
Or shadi ke baad pati ke peso par 😂😂
sahi ha aapka humra kismat jhand ha phir bhi ghamand ha
Hahahah
lol 🤣
humara kya hum kamyab nahi honge shadi bhi nahi hogi 😂
vaisa shadi krna bhi nahi
hm
🙃
Kyu
bus dusro ka life dekh liya jinka shadi hua ha
Vc vo bhi deafen ?
😂😂🤣
hasna hi thaa to etna der tk typing hi kyu kiya
Network issue 🙃
acha
Hm aa jayega
Ha
train kabka ha apka
Matlab ? Timing kya
hm
so gaya kya
Meri train jaipur se 1 baje ki thi
Night meh 12 baje something pahuchege
acha akala ya
Nhi bataya toh network issue aa raha hai
family
I noticed you mentioned these topics: issue. For faster and easier assistance, please use the d!report_issue command in my DMs.
acha
Akele
acha
Hm
aapko kuch puchna bhi tha na holi ke baad baat kr lenge vc ma
theek ha
Ha ok
ok
Abhi ayse bhi meri voice clear nhi aayegi
hm koi naa aap free ho jana to bta dena
Or bhi kuch puch na hai uske alawa bhi
Ha
acha
ok
Ha vhi jo dm meh Pucha tha uska
oska rehne do ab aap raat gayi baat gayi
Ok
hm nice
issue
Aise hi man Kiya to delet kr diya
just cheking
Ok
@maiden scroll DM
Ok
Ok
Dm to kr
Kese kru bnd kr rakhe tune wp pr aao
Ok
@maiden scroll
Ab kr
@snow thicket
Parso krunga download 
Mujhe laga permanent delete kr diya
Ab-2 din ma instagram down ho jayega aapne delete jo kr diya
Aagya kya
Ok
Parso krunga fir agle din delet kr dunga 🥲
Hello
Badiya
Acha station pahuch gaya
Ha abhi just
Cab ki hai uska wait kar rahi hu
Happy Holi
So jaow ab
Kya hal hai sabke
Badiya bhai tum batao
Bas bas 🥲
🙃
Yes 🙌
So ja

🫠 nind nahi aa raha
Hi hur
Happy Holi

Happy diwali 🥳
Happy birthday 🎂🎉
Good day 😂
@lone flower @snow thicket @lone flower @unborn trellis @crisp cargo happy holi
@scenic sphinx naale ma naha li kya ? Ya abhi or nahoge
Same 2u
Same 1u
Orr
Kuch nai abhi thode der phele nahaya hu
ACHAA
Hmm
Naha li lagta ha 😂
Hum naale mai nhi nahate 😂
To kaha nahate ho gatar ma 😂
Chee
Kaisa baat karta ho aap sita ram 😂
Syd aap nahane gye hugye 😂 tabhi bol rhe ho
😂
Bass bass ab sharmana mat 🤣
Naa naa mai to chhath per se khel raha tha
Hi ji
Aapko gatar ma dekh liiya 🤣
Moje
@maiden scroll @scenic sphinx kya chal raha
Tu bhi naha liya kya gatar ma 😂
Diwali
Nahi mai nahi khelta
Mn rahi ha
Wo ha ha
Tu to khoon ki holi khelega 😂
Hmm
🙃. Dhoti kholl raha
😂
Hmm
Lekin tune pant pehni ha 😂
🪓 puspa jukhega nahi
Jaake naha lo gatar ma gayi thi 😂
Nahi
Pushpa 2 nahi dekha kya osme to jhukha tha
Gatar nhi 😂 Pani se 🥲
Mere yaha bada hai
@scenic sphinx mere yaha khelt ko hi bar diya gya hi
@maiden scroll
To ||nirvastra ||ha 😂
Etna paisa mt macha kapde pehen ke holi khel bacho per kya asar padega
🤯
Hmm wahi bol raha hu gatar or naale ke share kr liya aapne 😂
Jyda dark nahi jana
Ye to mere dictionary se bahar tha lakin aap
Swimming pool ma holi manaya ho kya 😂
Hnn but Pani nahi tha usme kuch or hi tha
Lagbhag 100 log
Daya darwaja tod raha ha jaach partal tab tk ma hi karunga 😂
Pura colour bhara tha
😂
Dosto n khi naali mai to nhi daal diya aapko 🤣🤣
Sath me bhang maja a gaya
Abe 😂
Naa naa ma to roof per tha 😂
Nhi lag raha 😂
Mtlb chaath per tha waha se sabko de raha tha gubbare
Bahar nahi gya hu aaj socha tha mai jaunga dost sab khud aagya 😂
Gubbare chaiye kisi ko 🤣
Acha 😅
Mera pass pada hua ha 500-600
Hm
Pta nahi sab kaha se maar raha tha gubbara phir chip jaa raha tha ma bhi maar ke chip jata tha 😂
Ek bhaiya ko marne ma chakkar ma 100 gubbara waste kr diya per tab bhi onko nhi laga 🙃
😂lol
Happy happy
Is sever kitni queen h 🤔
Vo apne crush se baat kar raha tha
Bye
2 queen 👑
20-20
20-25 hongi but sari garib ha 🙃
Warna ma bhi kaam per lag jata
Bye milta ha raat ko tab tak ke liye chota sa break
Ajj thodi hai 🫠 kall hai

HAPPY HOLI EVERYONE
Ha 🎂
Hlo
Hi bro
Happy birthday
Sir Holi hai birthday nahi hai
Hai na kisi ka
Kiska hai sir
🤦
Ab party mango osse
Naam bta diya to smjh raha ho na
Nahi
Hii hello
Vaisa kya chal raha ha sir
Nothing to say
Ayein english pls
🤣
Laugh slowly 😆
😀
Warna makhk mer jayegi
Party Dene ka man kar raha h
@fervent hare hello sir
Hmm but paisa nahi ha 🙃
Isliye ab pRty lena ka mn
Koi tumhara party mai pending rakhta hu
Jab paise ho mujhe party de dena
Naa naa humara udhar nahi hota ha udhar lena ke liye apna dada ke dada ji ko layin
Naa naa mera kaun sa sarkar I naukri lga ha
Thik h kab milna h per

Ye dukh katam kyu nahi hota
Chalo oska msg agaya bye

Hmm
Mujhe koi msg kyu nahi karata
But mera to koi ha hi nahi 😂
Bus ai se baat kr leta hu 😐
But vo emotion ko nai smjh skata
Teri to kat chuki ha 🤣
Kab hua ye
Accha acha
Hello
Hello
Mujhe laga hum chote logo ko sab bhul gaya
Naha li 😂@scenic sphinx
Acha
Kuch time pehle apne kya bola 🥲
🤨
Ok ravan 😂
Na
Acha supnekha 🙃

To fir
To fir 🤣
Ayein
Aagye
Gaana sunna ha to ajow @scenic sphinx
Kal hua tha
Sarkar pta nahi kab tk aayega
Aaj bhi hua ha thode der pehele mera side
Na din bhar bhut sun liya gaana
Vo party 🥳 kr rhe hai 🥲
Acha 😅
Sahi ha aapka 🙃
Aapko nahi diya
@shy bolt
Hello ji kha ho 🤔
Hm
24/7
Na
Acha 😂
24 ?
Aap naa smjhoge
Hm moje ku degye vo party 🥲
Ye bhi ha
Matlab 🙄
Hm apni unko de gye na 🤭
Chhoro
Hm
Ayien
Yeh kya hai
Sarkar bhi yeh word use krte hai 🤔
Moje samjo
@maiden scroll


Humse gaddari
Aree 🫣
Ye to makak kr raha tha vaisa
Acha
🙃
Ye 4 word
Kitna bade chat ko khatam kr deta ha 😂
Hm
@nimble bridge kuch type kr raha tha aap
Ye to osse bhi chotta ha
Haa yeh ush din bhi typing kr rhi thi but kiya nhi akshita n 🤔
Are
Kya ho gaya 🤣
Chill
@scenic sphinx #【🐸】dank-memer yaha aao apka rank cheek krta hu
18 level
Hmm aapka bahut jyda ha
Acha
Apka dikhao
Hmm 18 level
Dikhao 🥲
Cheek krlo aap
Jaow dekho open kiya ha
Kya dekha raha ha
Chat mein direct general chat bhej raha hai
Okk tab yahi raho aap vo nahi chata aap genral ko chhoro
Mera dekh liya 12 leval @scenic sphinx
Acha 😅
Vaisa profile ma dekhata ha 😂
🍺
Abhi nhi 10:15 pr
Dekho aa gye party 🎉 kar ke 😏
Jaa rhi ho ab
Tu koun hai 🤔
Achha
🤔
Hmm yr pta nai kaun ha 🙃
Ye kya hai
Mai kon ho
Mai esse baat bhi karna laga
Abe tu koun hai ye bata
😂
Bewkuf hai kiyaaa
English bol maina hindi naa aati
Naa
Chitting not allow bro
Faaltu baat n kar
What is dil
Kisko bola 🙃
Bol
Kisko bola
Jyda bolega to bum fek dunga
To nikal lo
Kya kar lega
😑
Sahi hai
Sorry sir 😔 maaf kr dena moje @shy bolt
Ab se chat nhi aaye ga Mera
Dekh bhai baato ke dard kabhi jata nahi es liye maar pit karke meter shootout kr leta ha 😂
English
Kya dekhu
English
Faaltu daant mat dikha
Aapse to baad ma hisab ma lunga good bye
Kya kr diya mene
Jaow aap
Get out bro
Why ?
Tu hai koun
Kya ho Raha hai yaha pe 🤟
Enjoy kro sab Aaj to Holi hai ji 🥲
Smose laddu mithae khao 😋
@shy bolt bade bhai
@scenic sphinx sis 💞
Ha
Dm
Req bhejeo aap
Ek minute
Hy brother 💞
@wraith mist
BHAI GFX ARTIST CH HEYA
Experience?
@snow thicket akala akala khaa liya
Pucha bhi nhi
@maiden scroll
Acha nice 👌
Pehle kahi work kiya ha
@maiden scroll
Ha kar rakh ha
Bhita jagy ha
Apko dm karu kuch sample
@maiden scroll
?
Acha
Kro
But dm off ha Vaisa req bhej do @brisk perch
Ok
Try again
Nhi bolo
hahaa
Ku
Jyda mt haso dark circle aajayenge
Ha address batao
🥲
Bus wait kr rha hu
Yeh kya baat huyi
Kiska
Naa naa majak kr rha hu 😂
Nhi nhi
Dm aao one min
Ok
Gn
@half socket many many returns of the day 🎉🥳🥳
🫠 thankyou laao mera gift
EVERYONE GOOD MORNING
.

Ok
Kya chahiye
Aree 🥲 hugya
Sorry 😐
🫶🏻
@scenic sphinx @shy bolt hello
Hy.
Ab nahi ho payega comeback syd 🥲🥺
@shy bolt @scenic sphinx kese ho
Aai jaan
@lone flower bolo bhai uper tag Kiya tha?
Bhul gaya
Badiya
Kaha ja rahe ho
Bahut dur
Kya ho gaya yesa
🥲 dur to mujhe bhi jana. H uski yado se
Mere life ki kisi khash ki death 🥺
🥹
Ab jo tum de do 🫠
Phir bhi batao

Avi mai kya batau gift to dene bale pe hai jo de de 🫠
@orchid vine
Hello
Han ji soo jao gi 🥲pr khana to bana lo
Snap dekha tumhara bday meh celebrat kar rahi hu 😂😂
🫠 kro kro birthday mera h tum celebrate kro maje to aapke hi hai mam 🫠
@frail quarry
Vodka bacha ke rakha aa raha hu 🫠
🫠 oke h ji
🙂
Good morning everyone 🌄
hi
hy
@frail quarry
@scenic sphinx
Hello 🤗
🤔
Lol 😂
Hi @round flume
@crisp cargo Hello 👋
Kya hum ek dusre ko jante hain ??
Friends hai ?
@crisp cargo Tumne mujhe Hi bola isliye me aapko reply dediya ek dusra ko nahi janta hu
Ohk
Hnn
Tab sahi hai mai to doubt me ho gaya tha but
Aap mere friend list me kaise

Haa
Thik aap batao 🤍
Mehnat kar raha hu Rooter par Streaming karke 3 -4 hrs tak lekin Kuch faida nahi horaha hai @shy bolt
Thik hu
Karo bro
Itna jaldi faayda nahi hoga
Aur haa mehnat karte raho
Jarur faayda hoga ok
Ok
@scenic sphinx @shy bolt 😁😁 kuch nahi
Kha gaye 👀 sab gaw vale
Jagte raho 👏
Sona mna hai 🤣 ji
Na bhai so jao 😴
Gn
@dusky orchid check dm bro
Hi hi
@shy bolt Good Morning 🌅🌄
@half socket hello 😁😁
@snow thicket hello 👋
Huuuyaaa 😗
Kha gaye 👀 sab gaw vale
🥲

Apne ghar per
😂🥹 khada hu aaj bhi wahi
@frail quarry general chat mein
@rocky cedar so jao tum 😆
Woo to daily ka kam hai kuch naya bolo usko 
@rocky cedar byee
HERE
🙂 Babu se baat kr lo badr bhaiya fir
@hushed thistle huuya 👀
@unborn trellis 😂 tum kya kar rahe vc meh
Dekh rha koi aavaz aa rhi ya nhi
Bolo
Bro mods se baat karo
TURN YOUR MIC ON
@sinful ether check dm
🫶🫶
Kaha gaye the ?
Dosto ke sath ghumne
@frail quarry
Hi
Ok
Ajj to pura thak gaya 😵💫
Or kitna karoge tag reply to de nhi rahe he koi issue he ?
Hi sir i need to helf for account approval
Koi bataa saktaa he ki kisi se baat karnaa padega mujhe
@everyone
@dull osprey
Hi sir
🫠
Hi hi
Hello
@shy bolt
@frail quarry
@maiden scroll
@scenic sphinx
@vernal garnet
Free hoke Active raho
Hii
🫠
Hi hi koi hai
Hello
Hello 🤍
@frail quarry hii active aana to tag karna yahi pe
@vapid pagoda bade sir kaise ho 🫣
Mujhe bhi sarkari karmmchari bana de @shy bolt
Lekin ye to private hai 🤔
Isse achi kaha
Kya
Sarkaari karmchari
Wo to aap dekho bade logo ka kaam hai
Roti
Mai bade log thodi hu
Na Bewkuf
Kyu juth bolte ho
Mai kyu jhoot bolu
Koi kaam nhi hai kyaa 😂
Dekho dekho kya sabdh hai
Kar to Raha hu meeting me hu
AREE sir sir meeting 😅
Tu soo ja@unborn trellis
Aabe game vc me hi
universal slogan of here
Tere se ho rahi hai
Aare haaaa mai bhi Sikh gaya
Ham or meeting khaa meeting se jayda greeting achi lagti hai
Yaha rahne ka aadar hai
Ohhh really
Achi hun aap baato 🤍
Badhiya
@crisp cargo Kaafi nye dikh rhe tum he old lag rhe ho 😅
Hnn
Wow
Aayush ka Aata pta hai kya kuch tumhe
@scenic sphinx miss kar raha hu
Nahi yaar
Ye sarkar ko hoga
Hm kar lo
Mod hain nn
Yaar kaam thaa uss se
Kya
Ok kitne hours free ho
@scenic sphinx kaam karogi
Areee usne kha thaaa ki ipl aayega jab bataunga to aa rha h
Aapke liye pure din free ho 🤍
Aabe. Paise lagayega

@scenic sphinx uthao call 🤙🏻
Jaan nhi lugyi 🤭 aapko le jaaugyi 😅
Dekho dekhi samne se ignore ho raha hai ⚠️
Wp video @scenic sphinx
@unborn trellis
Haa bhai
Achha ji Aisa kaa
Ok
Recived karo
Mere sath laga 3x karwa dunga
Utha liya 😂
Bye @scenic sphinx aao
2x hee bhot haii yhaa
@crisp cargo Dm aao kaam hee baat kree
@unborn trellis karo karo
Hi guy's @everyone
Plizz koi mujhe bataa saktaa hu ki rooter account approval ke liye kise baat karni hoti he
@crisp cargo @unborn trellis @scenic sphinx @shy bolt
Hold pe he and ye sab #help-chat me dala karo
Bhaai yaar vaha message kiya taa koi reply hi nahi de raha taa
@vague pivot vahi par dalunga tk
But eki baat batao approval ke liye kinse baat karnaa padega
Bola to abhi hold pe he
Kitne dino tak bro
Wait Karo
Tk time aane pe kyaa me aapi se baat kar saktaa hu
Mera kaam tab ho jayega...?
@vague pivot
Bhaai yaar bas ye bata do mere fir se message yaha pe nahi karunga
Bro abhi hold pe he wait Karo me bolana
😵💫 Assignment likh raha hu
Kisi ne tag Kiya tha
@sly orbit rt pe history build karke rakho
#🔔╭announcement #🛸│rooter-recruitment ye dono channel dekhte rahena announce yahi hoga bass
App pe
Karo Karo
hy
Hello
Dm aaoge ?
kya hua sir
ajaow
Haan
kaisa ho mam
kro
kahi nahi bs kuch kaam agya tha or mn bhi nahi tha
Kuch nhi chhodo ab kaam khtm @maiden scroll sorry bro
Ok
ok ager kuch bolna chata ha to bol de
Hello everyone
Na na kuch imp nahi tha
Hello
@maiden scroll yaha sab new new dikh rahe hai purane Wale sab kaha gaye
aap kkrh
Old sab inactive ho gaye he to abhi hum sab hi he 🙂🫠
ok koi naa
Bethi hu bas
hmm
acha
Woh kaha hai jiske liye ayi hu me pata hai naa tume
Hm aap batao
Hii
kuch naa bus abhi thora bahar jaana ha
Kon muje nahi pata he thoda name batado
Ohh ok
Tu kon
Me harsh hun mam
But aap kiski baat kar rahe hon muje nahi pata he
Toh
😂
Toh kuch nahi
Meri smj se bahar he me kya kar raha hun muje nahi pata
Kyu ungli kar raha hai fir ungli kaat dungi next time se kiya toh
hmm or kya haal chal
Tumne hii everyone likha to mene just reply Diya tha mam
relax
Nothing vc aaoge ?
Maine hii reply Kiya woh mg me ungli kyu ki fir tune
naa naa abhi time nahi ha kuch kaam ha kya
11 baje ajana
Everyone me sab aate he
Vhi dm wala 🙃
Kuch puchi me kaha hai woh
Koi na free ho jao phir baat karte h@maiden scroll
okk

